jo humpe guzri so guzri magar shab-e-hijran
humare ashq tere aaqibat sanwar chale
See Full Ghazal – Faiz Ahmad Faiz
—
ab nhi suni jati hijr ki ye dastaan
pehle “haya” tere jiger ka hausla kch aur tha
—
hum kahan aur tum kahan jana
hain kayi hijr darmiyaan jana
—
zindagi phaile hui thi shaam-e-hijran ki tarah
kisko itna hausla tha kaun jee kar dekhta