dushmani jam kar karo lekin ye gunjaish rahe
jab kabhi hum dost ho jaye to sharminda na hon
—
roya hun to apne doston mein
par tujhse to hans ke he mila hun
—
hum ko yaro ne yaad bhi na rakha
‘jaun’ yaro ke yaar the hum to
—
agar tumhari anaa he ka hai sawal to phir
chalo mai haath badhata hun dosti ke liye