raat ka intezar kaun kare
aaj kal din mein kya nahi hota

Bashir Badr

wo din gaye ki mohabbat thi jaan ki baazi
kisi se ab koi bichde to mar nahin jaata

mai jin dinon tere baare mein sochta hun bahut
unhin dinon to ye duniya samajh mein aata hai

tamaam din ki talab raah dekhti hogi
jo khali haath chale ho to ghar nahin jaana

kal ka din haaye kal ka din aye ‘jaun’
kaash is raat hum bhi mar jaayein

End of content

No more pages to load

Close Menu