Iram Mirza is our first Bronze Star. Iram Mirza Shayari & Ghazal collection is been recognised @alamnaama. Iram Mirza Shayari & Ghazal Shayari ab nhi suni jati hijr ki ye dastaan pehle “haya” tere jiger ka hausla kch aur tha See Full Ghazal – Iram Mirza — jo qareeb aata gaya tha dard ka lashkar koi hum samajh beithe ke wo kaafila kch aur tha See Full Ghazal – Iram Mirza — koi bhi qabil-e-yaqeen lagta nhi “Haya” tabhi to dafan apne sab raaz krti hun See Full Ghazal – Iram Mirza — mai khud he se baat krti hun, tanha nhi hun, saaye k saath krti hun saaya mera saathi mera humraaz hai, bayaan isse har ik jazbaat krti hun See Full Ghazal – Iram Mirza — juda itna hua insaaniyat se insaan ke ro pade hain ye zameen-o-aasmaan kya parda gir gaya sharm-o-haya ka ? kya aurat ban gayi mehaz samaan ? See Full Ghazal –Iram Mirza — isse pehle ki mukhtasar ho jaye meri hayaat ko aab-e-hayaat peeney de See Full Ghazal – Iram Mirza — aye yaad e ghume zindagi zara jeeney dekuch zakhm khule parey hain, inhein seeney de See full Ghazal – Iram Mirza — tu isko jaam samajh kar kabhi pee ke deekh zindagi mauj hai saaqi zara jee ke deekh Iram Mirza — Ghazal un nigahoon ke darmiyan faisla kch aur tha dilon ki …Read More mai khud hi se baat krti huntanha nhi hun! saaye …Read More juda itna hua insaaniyat se insaan ke ro pade hain …Read More aye yaad-e-ghame zindagi zara jeeney de, kuch zakhm khule padey …Read More